![]() | Loading |
|
#21
| ||||
| ||||
| Woh Dil Nahi Rahe, Woh Jazbe Nahi Rahe Apne Bhi Iss Daur Mein Apne Nahi Rahe Halat-E-Zindagi Par Gaur Kiya To Paya Rishte Zubaan Ke Rahe, Dil Ke Nahi Rahe… |
|
#22
| ||||
| ||||
| Tamaam umar uss ke khayal mei guzri.. mera khayal jise umar bhar nahi aaya.. |
|
#23
| ||||
| ||||
| Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din Gum bhi to mill gaye thay tamanna kiye bagair..! |
|
#24
| ||||
| ||||
| Kuch tu hi mere dil ka Maksad samjh le aye humdum, Hansta hua chehra to zamane ke liye hai |
|
#25
| ||||
| ||||
| Muddato baad mila to naam puch liya usne , bichadte waqt jisne kaha tha ke tum bahut yaad aoge! |
|
#26
| ||||
| ||||
| Tujhe pal bhar ko bhi bhool jaane ki koshish kabhi kamyaab na huyi, teri yaad Shaakh-e-gulaab thi jo hawa chali to mehak uthi.. |
|
#27
| ||||
| ||||
| Chorh to diya mujhe par kabhi yeh bhi socha tumne ab kabhi dil lagaya to kasme kiski khaoge |
|
#28
| ||||
| ||||
| Tu jis din karega yaad meri Mohabbat ko ae dost, tu bahut royega khud ko bewafa keh kar.. |
|
#29
| ||||
| ||||
| Mai fakeero se bhi karta hua Tijarat aksar , jo ek paise mei laakho ki dua dete hain.. Tijarat - Trade, Vyapaar |
|
#30
| ||||
| ||||
| Ajeeb kashma-kash thi ke jaan kisko de.. Wo bhi aa baithe the..aur maut bhi.. |